People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 9 *

Lo Khoon Se Khoon
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Lo-Khoon-Se-Khoon-Juda-Hua/ICQCRBUCBnI
Video:
lo kun se kun judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa
lo kun se kun judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa
vo mil ke phir naa mil sakaa taqadiir ko naa bhaayaa
lo kun se kun judaa huaa

chup hai zubaan lekin chaahat ye kah rahii hai
main pyaar kaa hun baadal aur vo hai meraa saayaa
lo kun se kun judaa huaa

dil kah rahaa hai meraa usako gale lagaa lun
siine kii aag ko main is pyaar se bujhaa lun
maalii kaa ghar ujad gayaa aur phul rang laayaa
lo kun se kun judaa huaa
Maine Toh Nahi Pee
Lyricist: Shailendra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Maine-To-Nahin-Pee/IwAiR0cBBAI
maine to nahi pee
mai saaki bani thi, peene ko tune pee
kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya
maine to nahi pee
mai saaki bani thi, peene ko tune pee
kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya

dikhakar sapno ki jhalki
bhula baithe baate kal ki
hami se ab takrate ho bade bhole bante ho ji
tumhari jo kahani hai, hamari bhi kahani hai
ye kaisi bejubani hai, na bole kuch bhi
maine to nahi pee
mai saaki bani thi, peene ko tune pee
kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya

sambhalo mai gir jaungi
kali najuk murjhaungi
na hairat se aise dekho
tumhe mai sab samjhaungi
mitha sa jo khumar hai isi ka nam pyar hai
isi se bekarar hai hamara dil bhi
maine to nahi pee
mai saaki bani thi, peene ko tune pee
kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya
maine to nahi pee
mai saaki bani thi, peene ko tune pee
kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya
kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya
Sajan Sang Kahe
Lyricist: Shailendra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Sajan-Sang-Kahe-Neha-Lagaye/N0UuWAZ4RUA
Video:
sajan sang kaahe nehaa lagaaye
nehaa lagaaye ke ham pachhtaaye
aur jahaan muskuraaye
jahaan muskuraaye
sajan sang kaahe neha lagaaye

nisdin sataaye saiya mujhko jalaaye saiya
bairi sautaniya ko garba lagaaye saiya
ho ji ho ho ho ho, dukhada naa jaane
dukhada na jaane naa jaane rasiya chhaliya ho
sajan sang kaahe nehaa lagaaye
nehaa lagaaye ke ham pachhtaaye
aur jahaan muskuraaye
jahaan muskuraaye
sajan sang kaahe neha lagaaye

natkhat rangeela aisaa
laage kanhaiya jaisa
batiyon se apna karle
man ko rijhaaye aisa
aji ho ho ho ho, kitna manaaya
kitna manaaya na maane batiyaan batiyaan ho
sajan sang kaahe neha lagaaye
neha lagaaye ki ham pachhtaaye
aur jahaan muskuraaye
jahaan muskuraaye
sajan sang kaahe nehaa lagaaye
Kisi Nargisi Nazar
Singer: Mukesh
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Kisi-Nargisi-Nazar-Ko-Dil-Denge-Ham/ADc
Video:
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham

jab nazar milaayegi shok dilruba
bina piye hi chhaayega ham pe nasha
hans ke gul khilaayegi uski har ek ada
ham kahenge jaan-e-man tujhpe ham fida
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham

ham zarur paayenge ek nayi bahaar
kam nahi jahaan me husn vaale hai hazaar
kar rahe hain aaj ham jiska intazaar
khud chali aayegi vo ho ke beqaraar
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham

us pari ke saath kahi dur jaayenge
dhadkano ki lay pe ham git gaayenge
jalne vaale dekh ke jal hi jaayenge
ham nahi kisi se kam ye dikhaayenge
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
kaali zulfo ke saaye me dam lenge ham
ai hasin tere har sitam sahenge ham
aa bhi jaa ki teri raah me khade hai ham
kisi nargisi nazar ko dil denge ham
Nazar Nazar Se Ho
Lyricist: Shailendra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Nazar-Nazar-Se-Ho-Rahi-Hai-Baat/Ejo,fgV
Video:
nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
ghadi nahi ye sabr ki na intazaar ki
machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
ghadi nahi ye sabr ki na intazaar ki

haule-haule dhire-dhire khulne lage dil
hichak hati, jhijhak miti ab hai kya mushkil
haule-haule dhire-dhire khulne lage dil
hichak hati, jhijhak miti ab hai kya mushkil
ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki

jaate kaha ruke yaha saare raaste
ham bhi aaye dil bhi laaye tere vaaste
jaate kaha ruke yaha saare raaste
ham bhi aaye dil bhi laaye tere vaaste
ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
ye raat pyaar ki dilo ke haar ki
nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
ghadi nahi ye sabr ki na intazaar ki
machal-machal rahi hai raat ye bahaar ki
nazar-nazar se ho rahi hai baat pyaar ki
Ye Na Thi Hamari Kismat
Lyricist: Mirza Ghalib
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Yeh-Na-Thi-Hamari-Kismat/SQwpRRhTc1Q
Video:
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
agar aur jite rahte
agar aur jite rahte, yahi intazar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat

tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
tere bade pe jiye ham to ye jan chhut jana
is khushi se mar na jate
is khushi se mar na jate agar etabar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat

ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
ye kaha ki dosti hai ke bane hai dost nase
koi chara saz hota
koi chara saz hota, koi gam gusar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat ke visal-e-yar hota
ye na thi hamari kismat haye
ye na thi hamari kismat
Hum Hai Toh Chand
Singer: Mukesh
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Hum-Hain-To-Chand-Tare/HAUmAyx,D2Y
Video:
ham hai to chand aur taare jahan ke ye rangin nazaare
haay re haay o duniya ham teri nazar me aavaare
ham hai to chand aur taare jahan ke ye rangin nazaare
haay re haay o duniya ham teri nazar me aavaare

jivan ke ye lambe raste kaatenge gaate hansate
jivan ke ye lambe raste kaatenge gaate hansate
mil jaayegi hamko manzil ik roz to chalte-chalte
mil jaayegi hamko manzil ik roz to chalte-chalte
aramaan javaan hai hamare chhune chale hai sitaare
haay re haay o duniya ham teri nazar me aavaare
ham hai to chand aur taare jahan ke ye rangin nazaare
haay re haay o duniya ham teri nazar me aavaare

ik josh hai apne dil me ghabaraaye na ham mushkil me
ik josh hai apne dil me ghabaraaye na ham mushkil me
sikha hi nahi ruk jaana badhate hi chale mahafil me
sikha hi nahi ruk jaana badhate hi chale mahafil me
karte hai gagan se ishaare bijali pe qadam hai hamare
haay re haay o duniya ham teri nazar me aavaare
ham hai to chand aur taare jahan ke ye rangin nazaare
haay re haay o duniya ham teri nazar me aavaare

raaho me koi jo aaye wo dhul bane rah jaaye
raaho me koi jo aaye wo dhul bane rah jaaye
ye mauj hamare dil ki ab jaane kaha le jaaye
ye mauj hamare dil ki ab jaane kaha le jaaye
hum pyar ke raaj dulare aur husn ke dil ke sahare
haay re haay o duniya ham teri nazar me aavaare
Gair Ki Gali
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Shailendra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Gair-Ki-Gali-Mein-Piya/Kgc0UxF6U18
Video:
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai

aaha jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai

sabhi chahte hai mujhse pahchan kar le
pahchan kar le
sabhi chahte hai mujhse pahchan kar le
pahchan kar le
jo mushkil pahle se hi aasan kar le
jo mushkil pahle se hi aasan kar le
balalaayika
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai
oho jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai

koi kah raha hai tum ho baharo ki duniya
baharo ki duniya
koi kah raha hai tum ho baharo ki duniya
baharo ki duniya
kahin lut na le mujhko isharo ki duniya
kahin lut na le mujhko isharo ki duniya
balalaayika
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai
oho jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai

zamane ki aankhe dekho mujh par tiki hai
mujh par tiki hai
zamane ki aankhe dekho mujh par tiki hai
mujh par tiki hai
koi inko roke ab ye bahkane lagi hai
koi inko roke ab ye bahkane lagi hai
balalaayika
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
gair ki gali me piya tune mera naam liya
mujhe badnaam kiya haye haye haye
jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai
oho jisko dekho ab kahta hai
dil hai dil hai aji dil hai
Zaahid Sharaab Pine De
Singer: Mukesh
Lyricist: Shailendra
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Nashen-Mein-Hoon/Main-Nashe-Men-Hoon-Dialouge/FRIFBRpAfl
Video:
zaahid sharaab pine de masjid me baithkar
ya vo jagah bata de jahaan par khuda na ho
mujh ko yaaro maaf karna mai nashe me hu
mujh ko yaaro maaf karna mai nashe me hu
ab to mumkin hai bahakna mai nashe me hu
mujh ko yaaro maaf karna mai nashe me hu

kal ki yaade mit rahi hai dard bhi hai kam
ab zara aaram se aa jaa raha hai dam
are aa jaa raha hai dam
kam hai ab dil ka tadapna mai nashe me hu
ab to mumkin hai bahakna mai nashe me hu
mujh ko yaaro maaf karna mai nashe me hu

dhal chuki hai raat ab to uth gayi mahfil
mai kaha jaau nahi koi meri manzil
nahi koi meri manzil
do kadam mushqil hai chalna mai nashe me hu
mujh ko yaaro maaf karna mai nashe me hu

hai zara si baat aur chhalke hai pyaale
par na jaane kya kahege ye jahaan vaale
kahege ye jahaan vaale
tum bas itna yaad rakhna mai nashe me hu
ab to mumkin hai bahakna mai nashe me hu
mujh ko yaaro maaf karna mai nashe me hu